Wo pal bhi kya tha
Wo pal bhi kya tha,
Jab aap ko log kiss pe kiss kiya karte the,
Magar apki phooti kismat to dekho,
Us waqt Aap “HUGGIES” pehna karte the.
Wo pal bhi kya tha,
Jab aap ko log kiss pe kiss kiya karte the,
Magar apki phooti kismat to dekho,
Us waqt Aap “HUGGIES” pehna karte the.
Tum door sahi majboor sahi, Par yaad tumhari aati hai. Jab saans wahan par leti ho, To badboo yahaan tak aati hai.
Hum aap ko dekhna chahte hain, Aap se milna chahte hain, Par ye log bahut zalim hain, Mujhe aap se milne nahi dete, Kehte hain “zoo bandh hai, kal ana”.
Gori paan na khaya karo, honthon pe laali aati hai, Gori paan na khaya karo, honthon pe laali aati hai, By God, tera wazan dekh ke meri jaan nikal jaati hai.
Aaj kal tum mushkurati bhut ho, Mere dil ko bhati bhut ho. Dil kehta hai le jaun tumhe kahi dinner pe, Par suna hai ki aajkal tum khaati bhut ho.
Tumko dekha to khayaal aaya… Tumko dekha to khayaal aaya… Tumko dekha to khayaal aaya… Paglon ke stock mein naya maal aaya.
Tere pyaar main kitna intezaar kiya, Tere pyaar main kitna intezaar kiya. Aur uss intezaar mein na jane kitno se pyaar kiya.