Tum door sahi majboor sahi
Tum door sahi majboor sahi,
Par yaad tumhari aati hai.
Jab saans wahan par leti ho,
To badboo yahaan tak aati hai.
Tum door sahi majboor sahi,
Par yaad tumhari aati hai.
Jab saans wahan par leti ho,
To badboo yahaan tak aati hai.
Chhup gaya badli mein jaake, Chaand bhi sharma gaya. Chhup gaya badli mein jaake, Chaand bhi sharma gaya. Aur aapko dekha to, Bhooton ko paseena aa gaya.
Dekha tujhe to rooh khush ho gayi, Ek kami thi woh bhi puri ho gayi, Pagal hain woh log jo kehte hain ki, Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!
Aasman pe jitne taare hain, Ankhon mein jitne ishare hain, Aamardar k jitne kinare hain, Utne hi screw dheele tumhare hain
Love is Fake………. Flirt is Pure……..
Jis taraf dekho apka hi naam hai, Jis taraf dekho apka hi naam hai, Upar likha hai most wanted, Neeche 25 paise ka inaam hai.
Hothon se jo chhoo liya, Uska ehsaas ab tak hai, Aankhe nam hain, aur sanso mein aag ab tak hai, Aur kyo na ho… Khayi Bhi to ‘HARI Mirchi…’ hai