Tera Sath kita Pyara tha
Tera Sath kita Pyara tha Ab bhi taaza hai zakhm seene mein, Bin tere kya rakha hai jeene mein, Hum to zinda hain tera sath paane ko, Warna deir kitni lagti hai zaher peene mein.
Tera Sath kita Pyara tha Ab bhi taaza hai zakhm seene mein, Bin tere kya rakha hai jeene mein, Hum to zinda hain tera sath paane ko, Warna deir kitni lagti hai zaher peene mein.
Hum Sath Sath Hai Kuchh kadam hum chale Kuchh kadam tum chale Farq sirf itna raha Hum chale to faasla ghat-ta gaya Aur tum chale to faasla badhta gaya.
Pyar ka Khat Likhun kuch aaj yeh toh waqt ka takaza hai, Mere dil ka dard abhi toh taaza taaza hai, Gir padte hain mere aansu mere hi kaagaz par Lagta hai kalam mein syaahi ka dard zyada hai.
Milne ki Umeed Ek silsile ki ummeed thi unse Wohi faasle badhaate gaye Hum to paas aane ki koshish mein the unke, par na jaane kyun woh jhee humse dooriyan badhaate gaye.