Muskurana to har ladki ki adaa hai
Muskurana to har ladki ki adaa hai
Muskurana to har ladki ki adaa hai,
Use jo mohabbat samjhe,
Woh sabse bada gadha hai.
Muskurana to har ladki ki adaa hai
Muskurana to har ladki ki adaa hai,
Use jo mohabbat samjhe,
Woh sabse bada gadha hai.
Fizaon mein tum ho, Ghataon mein tum ho, Hawaon mein tum ho, Baharon mein tum ho, Dhoop mein tum ho, Chaon mein tum ho, Ab tum he batao meri jaan, Kya tum kisi bhoot se kam ho
Tumko dekha to khayaal aaya… Tumko dekha to khayaal aaya… Tumko dekha to khayaal aaya… Paglon ke stock mein naya maal aaya.
Har nazar ko ek nazar ki talash hai, Har chehre mein kuchh to ehsah hai, Aapse dosti hum yun hi nahi kar baithe, Kya karen hamari pasand hi kuchh KHAAS hai.
Wo pal bhi kya tha, Jab aap ko log kiss pe kiss kiya karte the, Magar apki phooti kismat to dekho, Us waqt Aap “HUGGIES” pehna karte the.
Jab jab ghire badal teri yaad aayi, Jab jhoom ke barsa sawan teri yaad aayi, Jab-jab mein bhiga teri yaad aayi, Ab raha nahin jata, Chhatri lauta de Bhai.
Aasman pe jitne taare hain, Ankhon mein jitne ishare hain, Aamardar k jitne kinare hain, Utne hi screw dheele tumhare hain