Jindgi Se Pyar
Arz Kiya hai,
Naa hame zaroorat hai sitaron ki,
Naa hame zaroorat hai faltu yaaron ki,
Bas Ek dost chahiye aapke jaisa,
Jo Laga de watt Hazaron ki.
Arz Kiya hai,
Naa hame zaroorat hai sitaron ki,
Naa hame zaroorat hai faltu yaaron ki,
Bas Ek dost chahiye aapke jaisa,
Jo Laga de watt Hazaron ki.
Tumhe kya pata ke GUM kya hai, Tumhe kya pata GUM kise kehte hain, Tum kya jaano GUM kya cheez hain, Kyonki… Tumne to hamesha THOOK se hi envelop chipkaya hai.
Chiragon mein agar noor na hota, To Tanha dil itna majbur na hota……….. Kasam se hum aapse milne zarur aate, Agar Aapka Aashiyana itni door na hota……
Tum door sahi majboor sahi, Par yaad tumhari aati hai. Jab saans wahan par leti ho, To badboo yahaan tak aati hai.
Tu kahe to chaand taare tod du, Tu kahe to bandh darwaaje khol du, Tu kahe to yeh duniya chhod du, Tu ek baar haske to dekh mere dost, Tere saare gande daanton ko tod du.
Tujhe pane ke liye kuchh bhi kar sakta hu, Tere pyar mein jee aur mar sakta hu. Phir bhi tu nahi mili to koi gham nahi, Yeh formula dusri pe bhi try kar sakta hu.
Har nazar ko ek nazar ki talash hai, Har chehre mein kuchh to ehsah hai, Aapse dosti hum yun hi nahi kar baithe, Kya karen hamari pasand hi kuchh KHAAS hai.