
Similar Posts

Muskurana to har ladki ki adaa hai
Muskurana to har ladki ki adaa hai Muskurana to har ladki ki adaa hai, Use jo mohabbat samjhe, Woh sabse bada gadha hai.

Aaj kal tum mushkurati bahut ho
Aaj kal tum mushkurati bahut ho, Mere dil ko bhaati bahut ho, Dil kehta hai le jaaun tumhen dinner pe, Par suna hai tum khaati bahut ho!

Kadam kadam pe
Kadam kadam pe hawa ki aahat ka dhyan rakhna, Mushkil samay mein bhi iss dost ko yaad rakhna. Hamari yaadon ki khushboo zaroor aayegi, Tum bus apni naak saaf rakhna.

Dil to karta hai
Aasman mein kaali ghata chhai hai, Aaj fir se gharwali se maar khai hai, Dil to karta hai…sudhar jaoon magar, Kamvali aaj fir bheeg ke aai hai…..

Tumko dekha to khayaal aaya
Tumko dekha to khayaal aaya… Tumko dekha to khayaal aaya… Tumko dekha to khayaal aaya… Paglon ke stock mein naya maal aaya.

Lab khamosh ho jate hain
Lab khamosh ho jate hain, Jab tum saamne aate ho,Dil zor se dhadakta hai, Jab nigah milate ho, Saans rukne lagti hai, Jab tum muskurate ho, BHOOT ho kya? Kyon itna darate ho???