
Similar Posts

Wo pal bhi kya tha
Wo pal bhi kya tha, Jab aap ko log kiss pe kiss kiya karte the, Magar apki phooti kismat to dekho, Us waqt Aap “HUGGIES” pehna karte the.

Paan Na khaya Karo Jaana
Gori paan na khaya karo, honthon pe laali aati hai, Gori paan na khaya karo, honthon pe laali aati hai, By God, tera wazan dekh ke meri jaan nikal jaati hai.

Jis taraf dekho
Jis taraf dekho apka hi naam hai, Jis taraf dekho apka hi naam hai, Upar likha hai most wanted, Neeche 25 paise ka inaam hai.

Tumhe kya pata ke
Tumhe kya pata ke GUM kya hai, Tumhe kya pata GUM kise kehte hain, Tum kya jaano GUM kya cheez hain, Kyonki… Tumne to hamesha THOOK se hi envelop chipkaya hai.

Lab khamosh ho jate hain
Lab khamosh ho jate hain, Jab tum saamne aate ho,Dil zor se dhadakta hai, Jab nigah milate ho, Saans rukne lagti hai, Jab tum muskurate ho, BHOOT ho kya? Kyon itna darate ho???

Log bahut zalim hain
Hum aap ko dekhna chahte hain, Aap se milna chahte hain, Par ye log bahut zalim hain, Mujhe aap se milne nahi dete, Kehte hain “zoo bandh hai, kal ana”.