
Similar Posts

Jab jab ghire badal
Jab jab ghire badal teri yaad aayi, Jab jhoom ke barsa sawan teri yaad aayi, Jab-jab mein bhiga teri yaad aayi, Ab raha nahin jata, Chhatri lauta de Bhai.

Ek geet likha hai
Ek geet likha hai, Maine aap ki surat dekh kar, Us geet ko sangeet diya hai, Maine aapki muskurahat dekh kar, Par usse gaana bhool gaya, Main apki awaaz sun kar

Tum door sahi majboor sahi
Tum door sahi majboor sahi, Par yaad tumhari aati hai. Jab saans wahan par leti ho, To badboo yahaan tak aati hai.

Shaam hote hi
Shaam hote hi ye dil udaas hota hai, Toote khwabon ke siwa kuch na pass hota hai, Tumahri yaad aise waqt bohat aati hai, Bandar jab koi aas-paas hota hai.

Tumhe kya pata ke
Tumhe kya pata ke GUM kya hai, Tumhe kya pata GUM kise kehte hain, Tum kya jaano GUM kya cheez hain, Kyonki… Tumne to hamesha THOOK se hi envelop chipkaya hai.

Tum sada hanste raho
Tum sada hanste raho. Muskurate raho. Khilkhilate raho. Khush raho. Sada gungunate raho. Mera kya hai log tumhe hi pagal samjhenge.