दारू का नशा
दारू का नशा पानी को दारू बना देते …!! दारू को पेग बना देते …!! कम्बख़त हम पीते ही नहीं..!!! वरना ताजमहल को बियर बार और शारुखखान को वेटर बना देते
दारू का नशा पानी को दारू बना देते …!! दारू को पेग बना देते …!! कम्बख़त हम पीते ही नहीं..!!! वरना ताजमहल को बियर बार और शारुखखान को वेटर बना देते
Dosti Jaan Hai Dost shabd nahi jo mit jaaye Umra nahi jo dhal jaaye Safar nahi jo kat jaaye Yeh woh ehsaas hai Jiske liye jiya jaaye to Zindagi kam pad jaaye.
Meri Shaan tu Hai mere Dost Teri muskuraht hee meri pehchaan hai. Teri khushi hee meri jaan hai, Kuchh bhi nahi hai meri zindagi tere bina. Bas itna samajh le ki tera dost hona meri shaan hai!
Ye Dosti Hum Nahi Todegne Kehte hain dost banana zindagi hai Dosti nibhana zindagi hai Kitne bhi busy kyun na rahe din bhar Magar ek pal ke liye hi sahi Doston ki yaad aana hi zindagi hai
Yaarana Jisne abhi tak chand ki roshni nahi dekhi. Usne kahan phulon ki tazgi dekhi, Jo kehte hain yeh ke mitt jati hai dooriyon se dosti, Usne shayad hamari dosti nahi dekhi.
Purani Yaadein Din beet jaate hain bas suhani yaadein bankar, Baatein reh jaati hain bas kahani bankar, Par dost to hamesha kareeb rahenge, Kabhi muskaan to kabhi aankhon ka pani bankar
Dostana जिंदगी ज़ख्मों से भरी है, सीख लो वक़्त को मरहम बनाना , हारना तो है एक दिन मौत से फिलहाल, सीख लो दोस्तों के साथ जिंदगी बिताना।
Ghuzarish करनी है खुदा से गुजारिश बस इतनी, तेरी दोस्ती के सिवा मिले ना कोई बंदगी , बस हर जन्म में मिले दोस्त तेरे जैसा, या फिर कभी मिले ना जिंदगी।
Sukun ke do Pal Sukun milta hai humko jab unse baat hoti hai Hazar raaton mein bhi wo ek raat hoti hai, Nigah uthakar jab dekhte hain wo hamari taraf Mere liye wohi pal poori kaaynat hoti hai.
Aur Pyar Ho Gaya Kisi na kisi pe kisi na kisi ko aitbar ho jaata hai Ajnabi koi shakha kabhi yaar ho jaata hai, Khoobiyon se nahi hoti mohabbat sada Kamiyon se bhi aksar pyar ho jaata hai.
Ae dil hai mushkil Dil ka haal hume batana nahi aata Kisi ko aise tadpaana nahi aata, Sun-na chaahte hain aapki awaaz ko Magar bas baat karne ka bahana nahi aata
मेरा दीवानापन सुधर गया तो मै पछताओगे, ये जूनून ही तो मेरी पहचान है |