
Similar Posts

Jindgi Se Pyar
Arz Kiya hai, Naa hame zaroorat hai sitaron ki, Naa hame zaroorat hai faltu yaaron ki, Bas Ek dost chahiye aapke jaisa, Jo Laga de watt Hazaron ki.

Dekha tujhe to
Dekha tujhe to rooh khush ho gayi, Ek kami thi woh bhi puri ho gayi, Pagal hain woh log jo kehte hain ki, Chimpanzi ki aakhri nasal kahin kho gayi!!

Aap Jaisa Dost
Arz kiya hai, zara gaur farmaiyega, Naa hi zaroorat hai sitaron ki, Naa hi zaroorat hai faltu yaaron ki, Ek dost chahiye aapke jaisa, Jo watt laga de Hazaron ki.

Lab khamosh ho jate hain
Lab khamosh ho jate hain, Jab tum saamne aate ho,Dil zor se dhadakta hai, Jab nigah milate ho, Saans rukne lagti hai, Jab tum muskurate ho, BHOOT ho kya? Kyon itna darate ho???

Aasman pe jitne taare hain
Aasman pe jitne taare hain, Ankhon mein jitne ishare hain, Aamardar k jitne kinare hain, Utne hi screw dheele tumhare hain

Jab jab ghire badal
Jab jab ghire badal teri yaad aayi, Jab jhoom ke barsa sawan teri yaad aayi, Jab-jab mein bhiga teri yaad aayi, Ab raha nahin jata, Chhatri lauta de Bhai.